Lyrics of my favourite songs...
- Locked due to inactivity on Aug 4, '16 4:32pm
Thread Topic: Lyrics of my favourite songs...
-
All these songs are in Hindi, and I know most of you won't understand a word in them, but I love these songs, and I have to post them!
So, in no particular order(except the first, that's my favourite!)
1. Main Rang Sharbaton Ka
Khwaab Hai Tu
Neend Hoon Main
Dono Mile
Raat Bane.
Roz Yahin
Maangu Duaa Teri Meri
Baat Bane.
Baat Bane.
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
Maine Toh Dheere Se Neendon Ke Dhaage Se
Baandhaa Hai Khwaab Ko Tere
Main Na Jahaan Chaahoon
Na Aasmaan Chaahoon Aaja Hisse Mein Tu Mere
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi Naadaani
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi
Naadaani Mujhe Khud Mein Jod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani Tere Khayalon Se
Tere Khayalon Tak
Mera Toh Hai Aana Jaana
Mera Toh Jo Bhi Hai
Tu Hi Tha Tu Hi Hai
Baaki Jahaan Hai Begana Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Mann Chahaa Mod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan
Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon. -
2. Jeene Lagaa Hoon
Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada
Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon...
Main Mera Dil Aur Tum Ho Yahaan...
Fir Kyun Ho Palkein Jhukaye Waha...
Tum Saahasee Pehle Dekha Nahin...
Tum Isse Pehle The Jane Kahaan...
Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada.
Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga...
Rehte Ho Aake Jo Tum Paas Mere.
Tham Jaaye Pal Ye Vahi Bas Main Ye Sochu...
[Female:] Sochu Main Tham Jaaye Pal Yeh Paas Mere Jab Ho Tum... [x2]
Chalti Hai Saansein Pehle Se Zyada
Pehle Se Zyada Dil Theherne Laga Hai...
Tanhaiyo mein tujhe dhoonde mera dil.
Har pal ye tujhko hi soche bhala kyun.
[Female: x2]
Tanhai mein dhoonde tujhe dil,
Har pal tujhko soche.
Milne lage dil, pehle se zyada. Pehle se zyada ishq hone laga. -
3. Hona Tha Pyaar
Hona tha pyar
Hona tha pyar, huwa mere yaar
Hona tha pyar
Hona tha pyar, huwa mere yaar
Aaye nazar chehre hazaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar
Tere dil ke sheher mein ghar mera ho gaya, ho gaya
Sapna dekha jo tum ne woh mera ho gaya, ho gaya
Doobe to yoon jaise ho paar
Hona tha pyaar, huaa mere yaar
Hona tha pyaar
Thaame dilon ki baahein, hum aate saalon mein, saalon mein
Paaye jawaab hum ne tere sawaalon mein, sawaalon mein
Khwaabon ki dor toote na yaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar -
4. Be Intehaan
Suno Na
Kahe Kya Suno Na
Dil Mera Suno Na
Suno Zara
Teri Bahon Mein
Mujhe Rehna Hai Raat Bhar
Teri Bahon Mein Hogi Subah
Be Intehaan
Be Intehaan
Yun Pyaar Kar
Yun Pyaar Kar
Be Intehaan
Dekha Karun
Sari Umar. Sari Umar
Teri Nishaan
Be Intehaan
Koi Kasar Na Rahe
Meri Khabar Na Rahe
Choo Le Mujhe Is Kadar
Be Intehaan
Jab Saanson Mein Teri Saanseein Ghuli To
Phir Sulagne Lage
Eshaas Mere Mujhse Kehne Lage
Haan
Bahn Mein Teri Aake Jahan Do Yun Simatne Lage
Sailaab Jaise Koi Behene Lage
Khoya Hun Mein Aagosh Mein
Tu Bhi Kahan Abb Hosh Mein
Makh Mali Raat Ki
Ho Na Subah
Be Intehaan, Be Intehaan
Yun Pyaar Kar
Be Intehaan
Hmm Hmm Hmm Hmm
Gusthakiya Kuch Tum Karo
Kuch Hum Kare Is Tarah
Hmm Sharma Ke Do Saaye Hai Jo
Muh Pher Le Humse Yahan
Haaan Choo To Liye Hai Yeh Jism Tune
Rooh Bhi Tu Chum Le
Eshaas Bheege Bheege Kyun Hai Mere
Haan Yun Chur Hoke
Majbor Hoke Katra Katra Kahe
Eshaas Bheege Bheege Kyun Hai Mere
Do Bekhabar Bheege Badan
Ho Besabar Bheege Badan
Lete Rahe Raat Bhar Angdaiya
Be Intehaan, Be Intehaan
Yun Pyaar Kar, Yun Pyaar Kar
Be Intehaan
Dekha Karun
Saari Umar Tere Nishan
Teri Nishaan
Be Intehaan
Koi Kasar Na Rahe
Meri Khabar Na Rahe
Choo Le Mujhe Is Kadar
Be Intehaan -
5. Doorie
doorie doorie doorie sahii jaye na
sahi jaye na sahi jaye na
khamoshiyan yeh sah na sakou
awaz dey k mujhe tu dey ja sakoun
khamoshiyan yeh sah na sakou
awaz dey k mujhe tu dey ja sakoun
doorie doorie sahi jaye na
sahi jaye na
adhoora hoon main ab
tere bina.........
adhoori meri zindagani
rahe jayegi........
doorie doorie sahi jaye na
sahi jaye na
sahi jaye na
har rah main tu aye nazer
katta nahi ub akely tanha safar
har rah main tu aye nazer
katta nahi ub akely tanha safar
doorie doorie sahi jaye na
sahi jaye na sahi jaye na -
6. Kuchh Uss Tarah
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Aanso teray saaray meri palkoon pay saja day...
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Aanso teray saaray meri palkoon pay saja day...
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Aanso teray saaray meri palkoon pay saja day...
Tuu her ghari her waqat meray sath raha hai...
Haan yeh jism kabhi door kabhi paas raha hai...
Jo bhi gham hain yeh teray unhain tu mera pata day...
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Aanso teray saaray meri palkoon pay saja day...
Mujh ko to teray cehray pay yeh gham nahi jajta...
Jaiz nahi lagta mujhay gham say tera rishta...
Sun meri guzarish isay chehray say hata day...
Sun meri guzarish isay chehray say hata day
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day...
Aanso teray saaray meri palkoon pay saja day...
Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila day... -
7. Bakhuda Tumhi Ho
Tu hi ehsason mein,
Tu hi jazbaton mein,
Tu hi lamhaton mein,
Tu hi din raaton mein
Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho Tum hi ho
Kaise bataye tumhe,
Aur kis tarah yeh,
Kitna tumhe hum chahte hai,
Saaya bhi tera dikhe,
To paas jaake,
Usmein simat hum jaate hai,
Raasta tum hi ho,
Rehnuman tum hi ho,
Jiski khwahish hai humko,
Wo panah tum hi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho
Tum hi ehsason mein,
Tum hi jazbaton mein,
Tum hi lamhaton mein,
Tum hi din raaton mein...
Kaise bataye tumhe,
Shab mein tumhare,
Khwaab haseen jo aate hai,
Kaise bataye tumhe,
Lamz wo saare,
Jism ko jo mehkate hai
Iftida tum hi ho
Intehaan tum hi to
Tum ho jeene ka maksad
Aur wajah tum hi ho...
Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho Tum hi ho -
8. Pehli Nazar Mein
Pehli nazar mein
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara
Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa
Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you ... so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein
Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata
(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ..... 2
(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ..... 2
Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata
(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ..... 2
Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you ... so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u
I love u... -
9. Tu Jaane Na
CHORUS
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
Milke bhi hum na mile tum se na jaane kyun
Meelon ke hai faasle Tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsale Tum se na jaane kyun
Sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun...
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
VERSE I
Aaa...
Nigahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hubahu
Ooo jaane teri aankhein thi ya baatein ki waja
Huea tum jo dil ki aarzoo
Tum paas ho ke bhi tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi apne nahi aise hain
Humko gile tumse na jaane kyun
CHORUS
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
TOoo jaane na jaane na jaane na... aaa tu jaane na...
VERSE II
Khayalon mein lakhon baatein yun tu keh gaya
Bola kuch na tere samne
Ooo huea na be-gaane bhi tum hoke haar ke
Dekho tum na mere hi bane
Afsos hota hai dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai pagla hua soche yeh
Hum the mile tumse na jaane kyun
CHORUS
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsale Tum se na jaane kyun
Sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na -
10. Jeena Jeena
Hmm..hmm
Dehaleez pe mere dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum
Dehaleez pe merey dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan sikha maine jeena jeena kaise jeena
Haan sikha maine jeena mere humdum
Na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na sikha jeena tere bina humdum
Hmm..hmmm..
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain
Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum
Hmmm -
11. Tera Naam Doon
Koyi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere din saare khoye usmein
Koyi itna apna laage, mera nadaan yeh dil
Jaise dhad-ke usmein
Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
Kisi ne chhuwa hai dil yeh, kiski nazar ka hai asar
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Main keh doon sabhi ko ke tera hi hai yeh asar
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Koyi dastak deke dil mein milne ko aata hai
Mujh mein reh jaata hai
Koyi qismat jaisa laage, khushiyaan in haatho pe
Likhta hi jaata hai
Yeh kaisi khata hai, jiski na saza hai
Kisi ne chhuwa hai dil yeh, kiski dua ka hai asar
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Zari waale kaagazon mein lipta huwa
Kitne haseen rangon mein ranga huwa
Yeh kya tohfa khuda ne mujhe hai de diya
Yeh kya tohfa khuda ne mujhe hai de diya
Labon se raaz yeh phisal na jaay yeh
Labon se raaz yeh phisal na jaay na
Pighalne laga hai iske liye mera sabar
Poochhe jo koyi toh tera naam doon
Poochhe jo koyi toh tera naam doon. -
12. Rang Jo Lagyo
Thami thami..
Si saansein
Thami thami..
Jeene lagi..hai tumse
Jo mil gayi..
Jo mil gayi..
Thami thami si saasein
Jeene lagi..
Jeene lagi..hai tumse
Jo mil gayi
Asar yeh kaisa teri chaahat ka hai
Mujhpe ho gaya
Zarra zarra mere
Dil ka ab tujh mein hi kho gaya
Meharbaan woh rab barsa hai jab se
Tu hai mil gaya
Tujhko pa ke aisa laage ke
Khud se hoon mil gaya
Ke rang jo lagyo..re
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re lagyo
Ke rang jo lagyo re
Ke lagyo re lagyo
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re
Ke thaaro rang..
O rang aisa gehra ishq ka..
Hai rooh mein ghulne laga..
Chhoote na..
Chhoote na..
Iska nishaan..
Jahaan ki parwaah kya jab
Dil yeh had se aage badh gaya
Saji hai duniya meri
Mujhko tu naya sa lag gaya
Ke lagyo re lagyo re
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re
Ke thaaro rang..
Dekhoon pighalta aasmaan..
Boondon se karta hai bayaan
Pyaar mera..
Pyaar mera..bepanah..
Jo bhoole se bhi na bhoole tu
Aisa waada ban gaya
Tode se bhi na toote
Jo dil ka naata ban gaya
Ke rang jo lagyo..re
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re lagyo
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re
Ke rang jo lagyo re
Ke thaaro rang. -
13. Bairiyaa
Re baandhe..re baandhe..re baandhe
Aisese mohe baandhe
Haan mohe baandh wo
Nainon ki dor se
Hai yeh pyaar kaisa
Iska raaz hai kya bol de
Keh bhi de..
Kabhi sakoon
Kabhi laage bala hai
Kabhi dua
Kabhi laage halaa hai
Nainon se yeh
Kya ho chalaa hai
Bariyan o bariyan
Mujhe sata na bariyan
Bariyan o bariyan
Mujhe sata na bariyan
Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Taaron ko chhaanate re
Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Raatein hain jaage aur
Taaron ko chhaanate re
Palkon ki dibiyon mein rehte
Khwaab hain udne ko kehte
Haathon se chhoota
Chhoota chala hai jiya..
Bariyan..bariyan..
Mujhe sata na bariyan
Udne lagi..hain khamoshi se
Baaton ki parchiyaan
Udne lagi hain khamoshi se
Khamoshi se
Baaton ki parchiyaan..
Hone lage aadhe aadhe
Aankhon se hi kai waadein
Saansein jalayein
Ishq ki sardiyaan..
Bariyan o bariyan
Bariyan o bariyan
Bariyan o bariyan
Mujhe sata na bariyan oo..
Bariyan o bariyan
Mujhe sata na bariyan
Bariyan o bariyan
Mujhe sata na bariyan
Kabhi dua kabhi kabhi hala
Bariyan o bariyan. -
14. Aa Bhi Ja Mere Meherman
Meri hi khatir bana hai tu
Mujhko jo haasil duaa hai tu
Meri hi khatir bana hai tu
Mujhko jo haasil duaa hai tu
Tu rasta tu rehguzar mere ishq ka hai pata
Tu justaju tu aarzoo dil de raha hai sada
Aa bhi ja mere mehermaan
Aa bhi ja na reh juda
Aa bhi ja mere mehermaan
Aa bhi jaa..
Be-intehaan yun chaahun tujhe main
Jo toot ke tu bikhre yahaan
Khatm naa hogi aisi mohabbat
Karne laga hoon main bepanaah
Qatra bhi tera mile jo rag rag me meri basaaun
Tere pyar ko, deedar ko dil de raha hai sada
Aa bhi ja mere mehermaan
Aa bhi ja na reh juda
Aa bhi ja mere mehermaan
Aa bhi ja na reh juda
Aagosh mein yun bhar ke tujhe main
Saare jahaan se kar doon juda
Hai aks tera mere liye hi
Tera nishaan bhi mujhse judda
Yeh bekhudi kaise thaamun
Mit ta chala jaa raha hun
Ek pal tere deedar ko dil de raha hai sada
Aa bhi ja mere meherman
Aa bhi ja na reh juda
Aa bhi ja mere mehermaan
Aa bhi ja mere mehermaan
Mehermaan mere mehermaan..
Na reh juda mere mehermaan.. -
15. Wo Lamhe
Play "Wo Lamhe"
Wo lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein
Na main jaanoun,
Na tu jaane,
Aaah
Kaisa hai ye mausam,
Koi na jaane,
Kahi se hai fizaa aayi,
Ghamon ki dhoop sang laayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Wo lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein
Hoooo
Saagar ki,
Gehraayi se,
Gehra hai,
Apna pyaar,
Sehraoun ki,
In hawaon me,
Kaise aayeee-gi bahaar,
Kahan se ye hawa aayi,
Ghataayen kaali kyoun chhaayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Wo lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein
Hoooooooo hooooooooooooooo
Hooooo hooooo, hooo hoooo, hoooo hoo, hoo hoo hoo
Hooooooooooooooooo
Aaaaaaah.
This thread is locked, therefore no new posts can be made.